
महावीर प्रभु का जन्मोत्सव | Mahaveer Prabhu ka Janmotsav
Astha Jain
Janam Kalyanak | Bhakti

Lyrics of Mahaveer Prabhu ka Janmotsav by Stavan.co
Khushiyan mil ke manayenge
Ghar ghar deep jalayenge
Ho Veer Prabhu ka, Mahaveer Prabhu ka
Mahaveer Prabhu ka janmotsav jhoom ke manayenge
Siddharth ke Vardhaman tum
Trishala ke ho Veera
Mata ke ur aaye Prabhu jab
Sab harshit o adheera
Janmotsav ki shubh ghadi aayi
Dhol nagade bajayenge
Veer Prabhu ka janmotsav jhoom...
Vartaman shasan nayak tum
Palanhare Veera
Dharti par chhayi khushhaali
Janme jab Mahaveera
Teri manhaari soorat ki
Milke nazar utarenge
Veer Prabhu ka janmotsav...
Janm liya Kundalpur nagari
Sab mil mangal gaaye
Teeno lok ke naath ke charanon
Sab mil sheesh navaye
Satya ahimsa ka parcham
Sab Jaini mil lehraayenge
Veer Prabhu ka janmotsav..
खुशियां मिल के मनाएंगे
घर घर दीप जलाएंगे
हो वीर प्रभु का ,महावीर प्रभु का
महावीर प्रभु का जन्मोत्सव झूम के मनाएंगे
सिद्धार्थ के वर्धमान तुम
त्रिशला के हो वीरा
माता के उर आए प्रभु जब
सब हर्षित ओ अधीरा
जन्मोत्सव की शुभ घड़ी आई
ढोल नगाड़े बजाएंगे
वीर प्रभु का जन्मोत्सव झूम...
वर्तमान शासन नायक तुम
पालनहारे वीरा
धरती पर छाई खुशहाली
जन्मे जब महावीरा
तेरी मनहारी सूरत की
मिलके नज़र उतरेंगे
वीर प्रभु का जन्मोत्सव...
जन्म लिया कुंडलपुर नगरी
सब मिल मंगल गाएं
तीनों लोक के नाथ के चरणों
सब मिल शीश नवाए
सत्य अहिंसा का परचम
सब जैनी मिल लहराएंगे
वीर प्रभु का जन्मोत्सव...
© Astha jain
Listen to Mahaveer Prabhu ka Janmotsav now!
Over 10k people are enjoying background music and other features offered by Stavan. Try them now!

Jain Choghadiya Today - शुभ समय देखें
जानें हर दिन के शुभ-अशुभ मुहूर्त और चोगड़िया के आधार पर सही समय का चुनाव करें। धार्मिक कार्य, यात्रा, और महत्वपूर्ण निर्णयों के लिए जानें कौनसा समय सबसे अनुकूल है।