
ओ मारा रूपाळा भगवान | O Mara Rupala Bhagwan
Jaydeep Swadiya
Bhakti
Lyrics of O Mara Rupala Bhagwan by Stavan.co
Mera Ek Sathi Hai Bada Hi Bhola Bhala Hai
Ke Dekhu Jisme Mein Woh Jag Se Nirala Hai (2)
Jab Jab Dil Ye Udas Hota Hai (2)
Mere Pyare Dada Mere Paas Hote Hai
Mera Ek Sathi Hai Bada Hi Bhola Bhala Hai
Ke Dekhu Jisme Mein Woh Jag Sa Nirala Hai
Jab Tak Raha Akela Bada Dukh Paya Maine
Jab Jab Dukh Ne Ghera Toh Ghabraya Mein (2)
Ke Saari Duniya Mein Ye Dada Ka Sahara Hai (2)
Ke Dekhu Jisme Mein Woh Jag Se Nirala Hai
Jab Jab Dil Ye Udas Hota Hai (2)
Mere Pyare Dada Mere Paas Hote Hai
Mera Ek Sathi Hai Bada Hi Bhola Bhala Hai
Ke Dekhu Jisme Mein Woh Jag Se Nirala Hai
Nai Nai Pehchan Badal Gai Rishton Mein
Prabhu Ji Mera Sauda Pat Gaya Saste Mein (2)
Gira Mein Jab Jab Bhi Ke Tune Hi Sambhala Hai (2)
Ke Dekhu Jisme Mein Woh Jag Se Nirala Hai
Jab Jab Dil Ye Udas Hota Hai (2)
Mere Pyare Dada Mere Paas Hote Hai
Mera Ek Sathi Hai Bada Hi Bhola Bhala Hai
Ke Dekhu Jisme Mein Woh Jag Se Nirala Hai